is she'r ko aap Faarsii kaa kaheNge yaa urdu kaa?

Re: is she’r ko aap Faarsii kaa kaheNge yaa urdu kaa?

pashto “lagtaa” hai yaa “lagtii” hai? :smiley:

lol…hahaha…maiN to Khud hii is qadar “bigRaa” huaa huN k kisii ko kia bigaaRuuNgaa :smiley: hehe

maiN to ho bhii aayaa…apni “lan taraanii” chaspaan bhii kar dii :smiley: