Re: Is it wrong
.
There isnt only one , there r many
Actually bida’a is adding anything new in deen which isnt a part of deen as Deen has been completed (Quran).
Ab aisa thori na hota hai k aap direct usko deen ka hissa bna dein gay n log maan lein gay (ajkal tou ye b ho raa
)
Aisey kaam step by step hotey, pehle logo ko is trf laya jata phr ahista ahista deen mein shamil kia jata
Answer to ur question:
12 Rabi ul Awwal as Eid Milad un Nabi jo pehle kbhi thi hi ni , phr deen mein shamil hui as khushi ab deen ka hissa bn gyi kch logo k liye , aap baat kr k dekh lein un se, gustakh ho jaein gay foran !
27 Ramadhan as Lailat ul Qadr, Nabi Kreem
ki Sahih Ahadeeth hain k is raat ko Ramadhan ki odd rato mein talash kro, hm ne shortcut nikal kr usey 27 tk makhsoos kr dia, jaan chuti ibadat se ! And again baat ni kir sakte aap !
I knw many ppl jo Muharram k 10 din gosht ni khate, pta ni ye b kahan se aa gyi ?
Aap kisi se b puch kr dekh lein 9-10 Muharram ka roza ku rakha jata hai , wo yehi kahega Imam Hussain (R.A) ki shahadat ki wajah se, jo yehi ni janta wo kch b add krta jaey phr deen mein !
Is k ilawa na khtm hone wali list hai, deen is v simple, but ppl ne itna kch add kr dia hai k aap research krte jaein n preshan hote jaein !
And jis trh aap ne kaha k aap bht si bida’a chor chuki hain tou aisa b bht hai, zahir hai Allaah ne apne deen ki hidayat b tou dena hai logo ko !
And yes I m impressed k aap bht c bida’a chorr chuki hain but ye simple sa as a fun ni chorr paa rein ??? ye b rehne dein ![]()