Is hitting ur wife allowed in Islam

Awww it's ok dear those seens made me so strong.

Totally agree except very near committing shirk.

Agree 100% agree. Thanks for sharing that hadees. I haven't heard or read that before.

Society say kia darna. Bhar main dalo society ko. I know it's impossible for us.

Per khud ko jooton ki noak pay daily rakhna apnay saath sara sir zulm hai aur Allah kay yahan is ka hisaab dena ho ga. Agar majboor naheen to chor dena chahyay.

Araay Allah koi kaam mushkil naheen apnay huq kay liaay Allah pay mukammal bharosa kar kay qadam uthain daikhain Allah kia karta hai.

I can uderstand the consequences but sari zindagi jootay khanay say behtar hai kick him out from your life.

Tell your friend that ask relatives to first ask him not to touch her ever other wise she won't go back to him.

urrr jain apnay baat pay.

Abusive mahol main rehnay wali larkiaan hi abusive relation main rehti hain ya rehnay ki himmat rakhti hain. Unhon nain aisa hi daikha hota hai is liaay wo unka normal hota hai aur family bus samajhti hai her haal main husband kay saath rehna achcha hai.

Allah nain chornay per madad ka wada kia hai quran main iskay ilawa sabr kar kay saath rehnay per silay ka bhi wada kia hai. Ub aap pay munhasir hai kay kia choose karteen hain.

Sister jis kay saath beetti hai wo bohat si baton ko bhi madd e nazar rakhti hai ya rakhna parta hai ya family rakhwati hai.

Jub tuk kisi kay saath wo sub kuch beeta na ho ya daikha na ho wo naheen samajh sakta saray situation ko.