Re: Is hijaab a farz?
main kia or mere naqis aqal kia …ulmay-e-karaam .mufsreen karaam , nay jis terah perday ko quran or hadees ki roshni main bayaan kia mainy us ko waysay hee likha..
hazrat mariyam ka ammal shariyat-e-muhammadi k ley hujjat nahi… is ley app ke yeh daleel koi haysiyat nahi rakhtee
hazrat khadija ki jahan tak baat hay to baat wohee hay k perday ka hukam kis waqt naazil hoa or yeh hazrat khadija ki wafaat k baad ka waqt hay
hazrat zaynab (rz) kay waleema main perday kay ahkaam naazil hoyee thay