haan haan Woh to bilkul sachay hain bilkul Frishtay :halo: , agar Pakistan kahay kah woh kuttay Baluchistan main alaidhgi pasandoon ko arms day rahay hain tou ? phir tou Khoji Sb aap nay kahna hay kah bilkul ghalat, Pakistan Ilzam laga rahay hay ? Aur agar aab inn kutton nay jo kah dia woh Hadess ho gai
Shabash
Aur iss kay baray main kia kahtay ho ? Kah do Pakistan nay khud hamala karwaya hay