Re: Iqtibas
PG...!!! They are the real words! Koi zaroorat bhi nahi kisi publisher ko dene Ki :ASA:
Please share some more. :)
Talaash .....
ik aisee muhabbat jo billa shirkat ghairay mere apnee ho......................
ik aisee muhabbat jo mujh say sirf mere ley hee kee jayee...................
ik aisee muhabbat jis main mere saath kabhi na insaafe na ho.................
ik aisee muhabbat ..jo mujhay bheek main na dee jayee..................
ik aisee muhabbat jo mere pyaasay dil ko sairab keray .................
ik aisee muhabbat jo rooh ko sershaar keray..............
ik aisee muhabbat jis ka ahsaas sirf ussay mujh say haasil ho.............
ik aisee muhabbat jis main koi dosra jagha na lay ..............
ik aisee muhabbat jis main kabhi judaaiye na ho..............
ik aisee muhabbat jis main mere wujood ko sub say akhree derjay per na rakha jayee...........
ik aisee muhabbat jis main mere wujood dosree muhabatoon per Qurban kia na jayee..........
ik aisee muhabbat jo mujhay izzat day day..........
jo mujhay hansna sikha day.............
jo mujhay RangooN main nayhla day.....
ik aisee muhaabat ......................
jis main Gunaah na h.o......
mujh say mere dewaangee ka hisaab na ho..........
mere khaamioon ko na ginna jayee.... . mujhay tanha na chora jayee.....
shab-e-tanhaaye kay azaab na deye jaain
mujhay QadmooN main na rola jayee...
mere AnsooN ko haqeer na jana jayee....
mujhay apne hiwas k ley na tola jayee...
jis main Majboore keh ker mujhay na chroa jayee...
Dostee keh ker tora na jaaye...
ik aisee muhabbat
jo mere ho ....
mere ley ho.....
sirf
mujh say ho !.....
(P_G ki kitaab Talaash say iqtibaas (jisay koi publisher laynay ko tyaar nahi )







