ab aise meN himmat-e-mardaana o jurrat-e-rindaanah kahaaN se laauuN? yaad-e-raftagaaN azaab hai, yaa Rab, kiuN meraa Haafiza is qadar seHatmandaana hai? jab iizaa-e-rooHaanii maqsood-e-azal hai to phir hamaarii Ghaflat-e-mujrimaana kiuN? ba_iiN hama, izhaar-e-Khayaal Khush baash o Khush aayind is she’r meN mazmir hai:
**
ai ham_nafasaan-e-maHfil-e-maa
rafted wale na az dil-e-maa!**
merii ek likhii jaanewaalii kitaab kaa ibtidaaiya! 