Re: Iqtibas
oh my God Kinzz…what i meant was k tum jis taraH se kah rahii thiiN k paRosiyoN yaa GhareeboN ko jaisaa k iqtibaas men kahaa gayaa k apnii tanKhowaah kaa Hissa denaa chaahiye to yeh to zakaat ke mutaraadif huaa…Allah ne vo pahle se hii maKhsoos kar diyaa aur sadaqaat kaa darvaaza khol diyaa…ab agar koii sadaqaat de to subHaan Allah aur agar na de to us par koii gunaah nahiiN…Iqtibaas se aise gumaan hotaa hai k Allah ke HUkm ke ilaava bhii az reh e hamdardi musannif kuchh muKHtas karnaa chaahtaa hai…yehii baat amiN ujaagar kar rahaa thaa k aisa kahnaa munaasib nahiiN thaa…Khair!
aisii merii soch hai!