Iqtibas

Re: Iqtibas

now, you are talking about zakaat…zakaat is mandatory aur ise na dene waalaa [saaHib-e-nisaab] gunehgaar hai jab k yahaN baat ho rahii hai sadaqaat kii…jiske na dene waale par koii gunaah nahiiN…sadaqa NOT necessarily mean cash…muskuraanaa bhii sadaqa hai, kisii ko parhaanaa bhii sadaqa hai aur aap jo bhii falaaHee kaam kareN vo tamaam tar sadaqaat hoNge…

aise sadaqaat dene se aHtiraaz karnaa chaahiye jisse qaum meN kamzorii, laa-parvaahii, Ghair zimmedaarii aur dependency [inHisaar] aaye! agree?