http://www.salamurdu.com/wp-content/uploads/2011/04/Intezaar.gif
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
jab koi dhang ki painting banao gi ![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
deewar ke oper ankhein bana ker intezaar pey laga deen abb ash karo ![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
inhe keh do truck ke peeche banana shroo kare.. chand paise bhi mil jaen ge
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
kaghaz pe deewar
deewar pe aankhein
aankhon mein umeed
wah g wah kya baat hai
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
![]()
ek baat aad ayi bus ko itna sjaya hua kyun huta hai ke us mae se rasta hi nazar nahi ata ![]()
ankhein dil teer kaboter or pata nahi kya kya chupkaya or latkya hua huta hai bus mae ![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
aap ne kia truck wale se lift maangi thi?
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
muqqawwee bhai mae bus ki baat ker rahi hun ![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
indo-pak mein buson ko boht ziada decorate kia jata hai
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
kis khushi mae
ke us mae se rasta hi nazer nahi ata ![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
aap rasta dekha karein,kabootar,dil aur teer na dekhein karein
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
ek marun gi zoor se had hoti hai
![]()
HAHAHAHAHAHAHAHHAHAAHHA ![]()
lahol-e-wala quat
![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
Fariha, aur saath main riksha pe likha hota hai “sanu vekhi ja.” Lo kar lo gal, app ko dekhi jaayen aur apna accident karwa len. ![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
acha to wo bhaingi ankhain apki thi ![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
tum kahan thy dushman
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
![]()
Re: intzaaaaaaaaaaaaar
aisa kiya hua:hmmm:
Kiya aap darwaaze se ghus kar window se baahir nikal gai thin:faizy: