Re: ~ Intekhaab-e-Saahil ~
Ghannay darakht ke neeche sula ke chor gaya Ajeeb shaks thaa sapnay dikha ke chor gaya Yeh ujjra ghar tu ussi aik ki nishaani hai Jo apne naam ki takhti laga ke chor gaya … *