Inkaar

Re: Inkaar

ye to sari bivi wali harkaten ki ladki ne

Re: Inkaar

jhoot konsa shohar hy jo bivi sy darta hy btain :5:

Re: Inkaar

mujhe to yeh gaanaa yaad aa gayaa:

Ghussa itnaa HaseeN hai to pyaar kaisaa hogaa?
are aisaa jab inkaar hai to iqraar kaisaa hogaa?

Re: Inkaar

ab pehly proxy lgaun phir aap ka gana dekhun :bummer:

Re: Inkaar

gaanaa dekhne ke laa’iq nahiiN hai…paRh leN bas! lol

are aisaa jab inkaar hai to iqraar kaisaa hogaa?

Re: Inkaar

us dukhi song k lyrics post kar dain :p

Re: Inkaar

yeh dukhii gaanaa nahiiN hai…yeh to chheRoo Khaan kaa gaanaa hai lol

Jiia se kaheN k post kar deN lyric…inshaa Allah, koii nahiiN paRh paayegaa :cb: :stuck_out_tongue: :smiley:

Re: Inkaar

:hehe: apna kam khud karen :emmy:

Re: Inkaar

maiN to “ChheRoo Khaan” nahiiN! :stuck_out_tongue:

Re: Inkaar

:omg:

Re: Inkaar

And who is Chheeerro khan?

Re: Inkaar

aise Khaan saaHibaan gali/koochoN ke har nokkaR pe paan kii dukaan ke aas paas manDraate huye paaye jaate haiN! :cb:

Re: Inkaar

I see. Wese ye jumla teen dafa parrhne ke baad samjh aaya hai. :cb:

Re: Inkaar

really? lol…itnii mushkil hai merii roman urdu? :frowning: sholly…ab aap se inglis meN hii baat hogii lol

Re: Inkaar


No it's ok, I was distracted. Aap apni roman Urdu jaari rakhain.

Re: Inkaar


thankoo :) vaise, maiN maantaa huN k roman urdu likhnaa aur paRhnaa donoN hii mushkil kaam hai. :)

Re: Inkaar

Kab tk roothay gi, cheekhay gi, chillay gi,
Dil kehta hy ik din ‘Haseena’ maan jay gi :woho: