Re: Indian Modesty is different from Pakistani modesty
Acha aisi baat hai
Ab main samjhi aap ne hum ko mention kyon kiya
Hum likh rahe hain aur aap popcorn enjoy kar rahe hain. Waise maine itne seriously nahi liya tha..sirf galat fehmi door kar rahi thi jaise yahan kar rahi hoon. Galat fehmi ke indian dramas are like turkish dramas and that mehwish is inspired by bollywood aisi cheezein. Mujhe pata TS acche insaan hain iss liye mujhe yakeen nahi hua jab unhon ne loose comment wali baat ki. Shayad galti se ho gayi. Ab iss thread mein PrinceJall ke galat fehmi door kar rahe hain. After all no Indian here has as much knowledge on Pakistani dramas, Bollywood, Indian dramas and Pakistani films
To apna farz banta hai