Re: Improve Urdu Vocabulary
Mizgaan= Eyelashes
As beautifully said by Ghalib:
jalvaa az bas keh taqaaza-e-nigaah kartaa hai
jauhar-e-aaiinaa bhii chaahe hai mizgaan honaa
Haif= Pity, Afsos
haif us chaar girah kapDe kii qismat Gaalib
jis kii qismat meN ho aashiq kaa girebaaN honaa