OUch! ![]()
![]()
Re: Illogical Urdu Muhaavray
apne moun app mihna mitho
Re: Illogical Urdu Muhaavray
yeh moun or masoor ki daal
Re: Illogical Urdu Muhaavray
@ GN
bhains ke aagay been bajana
waisy Muhawra mantaqi (Logical) ho giya is jidat ky sabab:D
kia hai ![]()
mera aap ke mahawaron pe rotfl hona manna hai kia? ![]()
Oh Acha main samjhi @ GN very very illogical muhawra![]()
Do dost they…ek dost ek larki ko pasand karta tha aur wo larki bhi us larkay ko pasand karta tha…dusray dost ne pehlay dost ki pasand ko pasand karna start kar dia aur shadi kar li…pehlay dost ne kaha Yai tu Asteen ka saanp tha jo main paal raha tha LOL
Sir mundaatey hi Oley paRey
Agar koi hajaam k paas ja raha hey tou please apna Helm saath le kar jaaey
:-p
Ye Khali jagha…lagta hai kisi ki khoupri mein hai…:fifa:
**tu iss muhavarey mein kitna Logic hai........................
***Nau Do Gyarah!..................:)*
9+2=11 bilkul 100% logic hai:chai:
i think its not a muhavvara…n its a zarbulmasal. (
)
Matbal iss ka hai = agar koi nau do gyarah Hoa jai tu us kay maani hein woh Bhaag Gia…![]()
Re: Illogical Urdu Muhaavray
tu tu , main main karnaa
Re: Illogical Urdu Muhaavray
anyone up for some punjabi muhaaavray? lol..
here are some..:
buhe utte janj khaloti , tay wino kuri da kan
ummm...
pait na paiyaan rotian, sari gallaaN khottiyaaN.
lol thats all i could think of.