Re: once again !
^Khuda ki qasam kiya bat hai:k: Just Do it
Re: once again !
Ehsan bhai ne GN ki zabaan pe talaa lagaane ka koi peghaam nahi diyaa ![]()
Re: once again !
GN ki zabaan mubarak hai ![]()
karmeena kaa kaan se kaya taauluq sayein sayien ki awaaz to kaam mein nahi aati ![]()
Re: once again !
UZ apaa, Karmeena har marz ki dawaa hai .. aap ko yeah bhi nahi pataa
aap aa gaii ho ab saain saain nahi kaayein kayeein karey gaa ![]()
Re: once again !
i m sorry Niksik ...mera net bohat slow hay mainy to koi 6 dafa yeh thread post kia or her dafa page expire ho gaye
mujhay nahi pata chala yeh do do dafa kion ho gaya
teary
Re: once again !
write all your posts in Notepad and when they are readu, cut and paste them in a freshly logged in window of GS
Re: once again !
Let me merge both your threads P-G. Responses interesting hai!
4:jano:
Re: ik sawal !
![]()
Hasuji ko mushi samjha hy kiya:smilestar:
Re: ik sawal !
hasu ji
ya khudaya, darbari lehjay ki bhi koi intehaa hoti hai GN
**Shaikhu tum tu apni zaban band hi rakhu
**
Re: ik sawal !
app sab kis qadar khoobsoorat or mutasalsal guftgu kertay hain
mujhay bhi sikhaain na blush
dil saain saain karta hai…![]()
tou phir Kaan dhak dhak kartay hongay ![]()
app sab kis qadar khoobsoorat or mutasalsal guftgu kertay hain
mujhay bhi sikhaain na *blush*
Yahan Kissi Say Kuch sikhanay Ka Mat Kehna .. Warna Sab is Tarah Ghaib Hongay....Jaisay Murghi k Muon Say Daant :D