ik sawal !

Dil to mera udaas hai Naasir

Gs to SaaiN SaaiN kerta Hai !

Re: ik sawal !

^Zahir hai Saain ay ga tu koi bat cheet ho gi na:D

Re: ik sawal !

Bichraa kuch iss adaa se ke rut hi badal ga'ee
eik shakhs, saaray GS ko weeraan ker gayaa

Re: ik sawal !

^ Abby kon chala giya:aq:

Re: ik sawal !

Where's the sawal?

Re: ik sawal !

X2

Re: ik sawal !

Woh Gs per tha tu os ky liy posts bhi kerni perti thi
Ab aisy waisy threads main maain post keron kiss ky liy:crying:

Re: ik sawal !

X2 was here this morning. But when he didn’t see you, he wept, then he left. :hinna:

muge pata tah u mere baad ese ho jao geh es lea meyn jelde wapes agae :blush:

answer in chorus

oos ke liya, oos ke liye :faizy:

X2 ko mera qarza wapis kerna hai, wo chupa chupa phir raha he mujh se

once again !

Dil to mera Udaas hai nassir

Gs kion Saain Saain Kerta hai !

Re: once again !

Karmeena ki do goliyaan khaa'ain, saain saain kee awaazain anaa band ho jaa'ain gee

Re: once again !

Phity mu aysi by-sabab udasi ky:chai:

Re: once again !

Tumhara dil udaas hoye ga zaroor
Lekin dimaagh bohot kharaab hai nassir, ya syed ya manzoor whatever :mad:

Ya shaid is ka Alla-e-smaat buhat hi sensitive hy os ko set kery:hmmm:

:crying:

Koi shak nahi:rotfl:

yunhi be sabab na phira karo,
koi shaam ghar bhi raha karo
woh ghazal ki sachi kitaab hai,
isa chupke chupke parha karo

:faizy:

:lajawab:

Re: once again !

Oh I see, this is a shairi thread :hmmm:

mera yahan bas ek kaam hai
mera yahan bas ek kaam hai
Taala lagaoon
Ehsan ka pehghaam hai :snooty: