ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

**
salaam kiyaa to thaa aap ghar pe nahiiN the…naukar ne to yehii bataayaa thaa :wink:

ji, kiuN nahiiN…phir mulaaqaat hogii, iA :slight_smile:

mulaaqaat kaa koi waqt mo’aiyan kiuN nahiiN hotaa?**