ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

kiyunke har jawab ke pichey ek sawal hai :d:

apki urdu/hindi bohat achi hai, english bhi aala hai
lekin aap ziyada tar phir bhi urdu main karte hain, I like it …

aur konsi zuban ati hai? desi chor ke