vo safar hii kia jis meN Had/manzil muqarrar kar li...kiuN k:
jeevan chalne kaa naam chalte raho subHo shaam
baghair manzil muqarar kiay safar ka kia faida?
kia patha agli gali main kisi na mehram ka ghar ho so soch samjkh kar safar shourah karna chahia.
main yeh kaisy maan jaoon wo mera sub kuch hai
jo mery shaia main aa kar muj sy nahin milta