Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

Asalam u Alaikum !

How are you all ? Hope fine shine ! I jux wana say yeh ghazal har shikista dil insaan ke dil ki halaat e zaar ki mukamal akasi karti hai ! Thats why i am sharing this ghazal hope u all like it !

Khaamoshii kah rahii hai kaan mein kyaa
Aa rahaa hai mere gumaan mein kyaa

Ab mujhe koii Tokataa bhii nahi’n
Yahii hota hai khanadaan mein kyaa

Boltay kion nahi’n mere haq mein
Aabale par gaye zubaan mein kyaa

Merii har baat be-asar hi rahii
Nuqs hai kuchh mere bayaan mein kyaa

Vo mile to yeh puuchanaa hai mujhe
Abhii hoon main terii amaan mein kyaa

Shaam hii se dukaan-e-diid hai band
Nahi’n nukasaan tak dukaan mein kyaa

Yuun jo takataa hai aasamaan ko tuu
Koii rahataa hai aasamaan mein kyaa

Ye mujhe chain kion nahi’n partaa
Ik he shaKhs tha jahaan mein kyaa

bEiNG lonEly !!! sId !!!

very nice1 :k:

PS
w/salaam :flower1:

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

Ye mujhe chain kion nahi'n partaa
Ik he shaKhs tha jahaan mein kyaa

vvvvvvvvvv Nice :)

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

sochon ke uljhan....

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

excellent

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

gud

Buhat Khub:)

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

Ye mujhe chain kion nahi'n partaa
Ik he shaKhs tha jahaan mein kyaa

mind blowing sid very nice...

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

Again a Beauty $id...

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

Thankew evry1 :bb:

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

Zabardast BL jee...

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

v nice lonley :)

Re: Ik He Shakhs Tha Jahaan Mein Kya

Thanks kuku and Ahmi :)