if i were to live in a new world...

Re: if i were to live in a new world…

aap agar snow main nahi raheen tp phir snow boots and gloove q hain ghar main ? :-p

zahir hay Janna’t main itni boriat jo hogi… khaali khaali janna’t … khaana bhi week main aik dafa banaiga q k 2-4 person k liay koi daigh main thori banaiga khaana…
asal maza to jahannum main hay :-p … sab hongay wahan… daigon main biryani pakaigi rozaana… aish hi aisah :smiley:

bhagaati kahan hain, freez kardaiti hain poora hair spray daal kar… aap say uss keeray ki rooh aakar poochaigi kay mohtarma wo sptay to balon main daalnay ka tha, aap nay mujh kamzor ko q baraf ka bana dia wo daal kar :-p