aray nahi mein waqi keeron ko haath nahi laga sakti:bummer:
ham to kahbi snow mein rahe nahi hamein kaya pata snow boots kaya hotey hain lagate rahein andaaze
haan haan aap per woh laeefa fit atta ahi ke jannat se saare desi bhaag ker jahanum mein jaate hain kiyoon ke madhuri kaa dance ho raha hota hai
ham to on gay hi jannat mein inshallah hollywood ki actresees to khcuh bhi nahi hain hoorain ke agay
aap agar snow main nahi raheen tp phir snow boots and gloove q hain ghar main ? :-p
zahir hay Janna’t main itni boriat jo hogi… khaali khaali janna’t … khaana bhi week main aik dafa banaiga q k 2-4 person k liay koi daigh main thori banaiga khaana…
asal maza to jahannum main hay :-p … sab hongay wahan… daigon main biryani pakaigi rozaana… aish hi aisah
bhagaati kahan hain, freez kardaiti hain poora hair spray daal kar… aap say uss keeray ki rooh aakar poochaigi kay mohtarma wo sptay to balon main daalnay ka tha, aap nay mujh kamzor ko q baraf ka bana dia wo daal kar :-p
:hmm: not a bad idea aglay 5 saalon mein nazar ayaa to zaroor karoon gi waise yahaan aur bhi bare khatarnaak janwar hain coyotes and tranquilla spiders ,mountain loins news mein ayaa thaa good news
daddda abbba kaha to meri friend chicago se move hoi thi mein to sharoo se yahaan hi hoon jahaan sakht garmi parti hai
there was a big spider in the office the other day i was on a call and the girl next to me says look i turned and saw it dangling fro mthe roof this HUGE Eight Legged Freak about land on my desk,
one of the boys had to squash it with paper