Re: I feel so bad!
nai nai plzz mat bolein plzzzz… bas aik dafa meri maan lein… baad me bhi to bol sakti hein naa.. per bolne ke baad khamoshi nai ho sakti…
darguzar ka result acha hi hota hai… ohhhh sorry I mean sabar ka phal acha hi hota hai :shoaby: