Re: Hurricane Zardari- Karachi Drowned
bhai don’t shoot the messenger. aap ka mqm wala hi kah raha hay ke jo drains British raaj ke daur main banini thein woh kai salon se drug or land mafia ke hattay charh gain hain. is par kis ne maal banaya hoga khud hi socho.