Humein lag raha hai keh

humein kisi ne yaad kiya hai:shikra:

wo koun hai?

Re: Humein lag raha hai keh

nahi main ne nahi kiya mar jaane :hoonh:

Re: Humein lag raha hai keh

http://www.paklinks.com/gs/showthread.php?p=5876157#post5876157

:shikra: itnay pyar say mat bulaiye humeinn

yeh buri khabar humeinkyun suna rahe hain:aq:

Re: Humein lag raha hai keh

SKD: is tutt painey ko kion link de rahi ho meri thread ka:emmy:

ise nahi bulaya hum ne shaadi main :hoonh:

aur na hi ye wo hai jise main pasand karti hoon :teary2:

Re: Humein lag raha hai keh

all are invited :snooty:

Re: Humein lag raha hai keh

:aq:

Re: Humein lag raha hai keh

ziada ghor ghor ke mat dekh mujhe :hoonh:

good morning bachooon.. :yawn:

:shikra: ghoor to aap rahein hain humein

jaiye moonh dho ke aiye:aq:

hamaray agay tehzeeb ka muzahira kee jiye:mad:

Re: Humein lag raha hai keh

astagfirruallah....badshah salamt apki itni besti??

Re: Humein lag raha hai keh

kali i love the way u talk to him :D:D

kion kia aap aywaan-e-saddar hain? :yawn:

kya ye bhi humien hi batana pare ga:shikra:

Re: Humein lag raha hai keh

aye kal mouhe flooder chal dance ki practise kar meri shadi pe naach na hai tujhe

Re: Humein lag raha hai keh

ja tum khud nacho:o

muft main deemagh kharab kar rahe hain:snooty:

kion teen char NaQar naheen afford kar sakTAi Aali-Jah? :o

Re: Humein lag raha hai keh

NaQar?:aq:

:shikra: aap kya yeh poochna chahte hain keh hamaray pas kitna khazana hai?

Re: Humein lag raha hai keh

ji alam panah.. :@: shahi khazanchi ki tu zaroorat tu ho ge apko?.. aazma kar tu daikheye.. 1 maheenai mai yaa aap naheen ya khazaana naheen … :smooth:

:smack: khazanchi kya hota hai ab

:mad: jaiye pehlay urdu seekh ke aiye