Hum nay socha kal say pee’ayin’gay nahi
May khanay ki shehir main harrtal ho gaii
Hum nay chaha kal say jee’ayin’gay nahi
Pather’eeli zameen ta pataal ho gaiii !!!
(Adab Arz)
Hum nay socha kal say pee’ayin’gay nahi
May khanay ki shehir main harrtal ho gaii
Hum nay chaha kal say jee’ayin’gay nahi
Pather’eeli zameen ta pataal ho gaiii !!!
(Adab Arz)
hmmmm ![]()
hmm ![]()
hum khayaal balogrray daikh kar kalaije main tthanddak si parr gaii hay
hain ye kya tha ![]()
Good one :k:
Wha.....
Hum nay chaha ka tumahain chahain gay nahi
Tamam shahar ke ankhain naam hoo gayeen
by Dilsay
Adab
mien kiya jee zra dhian se December hai kahien ziyada tthanddak hi na ho jaye ![]()
waise ab mujhe pehla sher samajh aya hai
Hum nay socha kal say pee’ayin’gay nahi
shehir k May khanay main harrtal ho gaii
really good :k: lekin shehir pehlay hona chahaye ![]()
Dilsay bhai :k:
Humaray liay mekhana … aap ke liay shehir ki ahmiyat aap shehir pehlay rakhain ![]()
shair samjh gay aap
Harat hay
hmm Shehar ho ga tu mekhana ho ga na agar shehar nahi tu pind ho ga agar pind nahi tu country ho ga per ho ga pehle hi ![]()
aap ko tu pata hai k mujhe *her cheez thori der se samajh ati hai ![]()
*her
aap tu kafi samajhdar ho na ![]()
lolzzz… that was darn funny Azad bhai:hehe: i have to give that to u:D
humm khiyaal lolzzz:rotfl:
![]()
hmmmm
azad bhai aap ka mod banney ka chance qareeb tu nahienn…![]()
Anwaar sahibbbb ![]()
aghar aap ka ishara humaray ban honay ki taraf hay … to bhai meray ujarr halon ko ban karwa ke kisi ko kia milay ga ![]()
not bad
:)
long time no see
Dania ![]()