Hum Nay

Re: Hum Nay

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Hum nay socha kal say pee'ayin'gay nahi
May khanay ki shehir main harrtal ho gaii

Hum nay chaha kal say jee'ayin'gay nahi
Pather'eeli zameen ta pataal ho gaiii !!!!!!

(Adab Arz)
[/QUOTE]

a beautiful one specially this one:)

long time no see

Azad bhai agar aap mujhe kah rahe hain tu yaar asal mein mein bhuhat masroof ho gaya tha kamm mein ke gupistan pee anay ka time nahi milta tha ab johii milta hai tu aap ko yaad kar lete hain ok well aap ki yeh post kaffi achi thi :k:

Bohut khush qismat ho bhai .. aap ko fursat mil jati hay yaad karnay ko … humain to yaad karnay say hi fursat nahi milti.

Re: Re: Hum Nay

[QUOTE]
*Originally posted by XremeLimits: *

a beautiful one specially this one:)
[/QUOTE]

Nawazish :)