***ghum ki tabah’kariyooN ko kum na kaR sakay
koo’ee ilaaj hum dil-e-baRham na kaR sakaY
dil k dyar-e-shauq mei’n jalta huwa diya
lau us ki khawhi’shaat ki madham na kaR sakaY
saazeena-e-hayat ko chhaiRa tau baaR baaR
suR meiN kisi bhi saa’ns ki sargam na kar sakaY
zakhmo’N ko mairaY go bahut hamdardia’n milee’N
alfaaz mairay daRd kaa marham na kaR sakaY
rasmo’N nay daalee paao’N maiN zanjeer is tarha
kuch tum na kaR sakay kabi kuch hum na kaR sakaY
aa’nsoo dee’ay kisi nay kisi say milaY faRaib
hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
aatir
2
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
bohat khoob

thanks aniha :)
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
bohat khoob
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
:)

**rasmo'N nay daalee paao'N maiN zanjeer is tarha
kuch tum na kaR sakay kabi kuch hum na kaR sakaY **
wahhhhh
khob hai
zabardast
Amal
7
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
Beautiful choice NikamiJi :k:
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
**ghum ki tabah'kariyooN ko kum na kaR sakay **
**koo'ee ilaaj hum dil-e-baRham na kaR sakaY **
**zakhmo'N ko mairaY go bahut hamdardia'n milee'N **
**alfaaz mairay daRd kaa marham na kaR sakaY **
**rasmo'N nay daalee paao'N maiN zanjeer is tarha **
**kuch tum na kaR sakay kabi kuch hum na kaR sakaY **
**aa'nsoo dee'ay kisi nay kisi say milaY faRaib **
**hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY **
bahut aalaa g

**dil k dyar-e-shauq mei'n jalta huwa diya **
**lau us ki khawhi'shaat ki madham na kaR sakaY **
**saazeena-e-hayat ko chhaiRa tau baaR baaR **
**suR meiN kisi bhi saa'ns ki sargam na kar sakaY **
**zakhmo'N ko mairaY go bahut hamdardia'n milee'N **
**alfaaz mairay daRd kaa marham na kaR sakaY **
**rasmo'N nay daalee paao'N maiN zanjeer is tarha **
**kuch tum na kaR sakay kabi kuch hum na kaR sakaY **
**aa'nsoo dee'ay kisi nay kisi say milaY faRaib **
**hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY **
Very changi ghazal post kiti hey Nikami ji:~) thanku for sharing
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
NIce sharing jano gi :k:
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
wahhhhh
khob hai
zabardast
thanks DS :)
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
thanks Aymal 
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
bahut aalaa g
shukria g :)
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
sweet!
ehsan
15
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
Wah Wah Kya baat hai. :k:
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
wo aa’eiN post maiN hamaRi khuda ki qudrat
kabhi hum unhaiN kabhi hum apnay nikamay paN ko dekhtey haiN