hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

***chalo MOHSIN mohabat ki na’ee bunyad rakhtey haiN
khud paband rehtey haiN usey azad rakhtey haiN
mohabbat meiN kahiN hum se gustakhi na ho jaa’ey
hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN


Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

Kya baat hey Koyal ji…sawaad aa gaya…kya qat’a ataa farmaaya hey aap ney :lajawab: … amooman kitney dinoN meiN aesey qit’aat dhoondh nikaalti heiN aap? :@:

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

qitay tu dhoondhy he rahtey hain tame nahi milta postnay ka Amal :slight_smile:

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

koyal kaya baat hai :k:

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

bauhat Aala :lajawab:

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

Tame nikaala kijeeye Koyal ji...ye aap ki side pe rehney waaley saarey hi bizi bizi rehtey heiN :(

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

Real Nice Koyal!

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

thanks Nihalk :)

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

Nice One Koyal..:k:

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

nice sharing :)

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

Nice sentiments re: love

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

thanks :slight_smile:

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

thanks daanie :)