Re: ...How To Make An Omelet...
kin par ?? :S
LOL Good idea.
Soching: kaisay karoor pati ko bewaqoof banaya jaay kay wo dulha bun kar saat pheray laga lay.
Main sara tank hi apnay qabzay main lay loon gi aap nalkay baichna.
K337: Hum pani lay kar bhaag jain gay.
Jinkey paas nuclear energy hogi ![]()
Hum dono business partners bann saktey hain ![]()
If I stop replying all of the sudden, uska matlab hoga yahan ki bijli jaa chuki hai kyon k mousam bohat toofaani hai bahar ![]()
ooOOoo nice plans:chai:
chori achi baat nahi:@:
adhi quom lar lar ke mar jae gi ..kuch khoof karo
mashallah acha kiya:fraudia:
To kia Pingo ko shikaar kar kar kay bhaga dain gay.
Apnay mulk ki cheezain to apni hi hoteen hain na.
![]()
toooofan ?? :S
Kafi baarish, bijli wagera. :D
Main apnay hissay kisi say share naheen karti.
Phir aap kay mehman kaisay aay hon gay Shikra bhai. Lugta hai mausam ka haal daikh kar aap nain dawat ki rakhkhi hogi takay bhabhi kay haath kay khanay khain saray khud mazay lay lay kar.
Re: ...How To Make An Omelet...
:@:
Woh doosri state sey aa rahey hain, 6 ghanton ki drive hai. Abhi woh log rastey mein hain, unka phone aaya tha. Abhi 2 ghantey aur lagengey ![]()
tu aap ko hassi kyon arahi hai ?? :aq:![]()
Re: …How To Make An Omelet…
Kyon k mujhe barish bohat pasand hai
barish mein drive karna tou uffffffff, mera buss chaley tou har waqt barish hoti rahey aur mein drive karta rahoon ![]()
Re: …How To Make An Omelet…
acha mujhe bhi barish bohat pasand hai!! toobad idher nahi hoti itni zyada:bummer:
hows the temp?
Re: ...How To Make An Omelet...
Temperature was VERY HOT this afternoon when I stepped out, but right now it's lovely. I have the door open and the cool breeze is coming in with the smell of the rain. Just lovely.
Re: …How To Make An Omelet…
uffff ur making me a jal kukri:hoonh:
!!! i want lovely weather here too!!