How often

Offenbach shift to nehe hoe lekn still OF ebeh to 2 Jahre heyn F kerne meyn
:(

Acha yay OF aur F ko choro masoom larki yay batao kay jahaN tum rehti ho wahaN
"Naaz Paan Masala" mil jaata hay?

nehe mey Bad Homburg yaha nehe meltah Frankfurt meyn se late heyn:hehe:

Nordwestzentrum ke near ek paki shop he waha se ya frankfurt se ya GG meyn beh heyn mere ek dost ne bataea tah:hehe:

Mujey batao tum apna naaz paan masala kahaN chupaati ho, sab gaib kar duN ga, :p:

etna mehnga nehe ata last time Angebote teh 1,99 ke :hehe:

Re: How often

1,99 ka ek?

Toba toba… kya zamana aa gya hay…

ek hamara zamana hota tha..1,99 maiN to…

ek bhi nahi milta tha, :p:

1 nehe poora daba :rotfl:

Re: How often

abay kis Dozakhiii lingo mein baat kar’rahay hoo :emmy:

Re: How often

pooraaaa dabba....

tumharey paaas poora dabba hay? chalo 5-6 idhar bhejo shabash...

yaar tumhari zubaan seekhnay ki koshish kar raha tha.

Lagta hay kamyab ho gya huN, :p:

Kiya haal hay pah jee?

aker le jayn cycle pe ana lazme he , jeb Schnee ho teb :hehe:

aray humRi zabaan ayse aasaNi se naa awaT hai babuu’waaaa :smilestar:

theek tahak yara .. same old life ya know :slight_smile:

Jitna maira zro cycle pay lag jaye ga us maiN to 10 dabbay aa jaatay haiN.
Kisi OF waley kay haath bhijw do, :p:

Koi tabdeeli nahi aai?
Kuch nahi badla?

Wo kiya naam tha us hamsai ka?

haha erika ... yes she is still living with us ....

kuch khass change nahi ayah .....

life is just alrite ....

Shukar karo yaara.

As long as Erika is around, tabdeeli ki kiya zroorat, :p:

Still the same job?

Nya no more telecom nixers .. workin in a small programming environment thesedays…

sheesh sab yahan main pe nahii phochTay :smilestar:

Re: How often

^^ acha yaar pitai to na lagao.

Ghalti ho gai.

Aur kiya na poochuN?