Re: How Important Is GS In Your Life?
*^ because it was a learning process, insaan ghaltioN say seekhta hai, aur jab seekh leta hai to agay bi patana chahiye. Mainne seekha aur ab phir agah kia, I am not saying this to you in any way, aap nay phir muje ghalt samja. Mainne ye sab kuch aap ko nahi likha, mai general baat kar raha tha. Aap ko mainne kahi bi nahi kia kay flirt kia, I respect you for what you are, and I am no one to judge anyone in person, kay flah banda aisa hai and wo flah aisa.
Mainne jo kuch likha in general likha, kay aise hota hai. Aap par kissi tarah bi mainne unglee nahi uthayee.*