Honton Pay Hansi…
Honton Pay Hansi…
Aankhon Main Chamak…
Bohot Khush Hay Aaj Woh…
Main Nay Poocha Jo Sabab…
To Boli Khilkhila K Woh…
Jis Say Hay Khushi Ka Nata…
Bohot Khush Hay Aaj Woh
Honton Pay Hansi…
Honton Pay Hansi…
Aankhon Main Chamak…
Bohot Khush Hay Aaj Woh…
Main Nay Poocha Jo Sabab…
To Boli Khilkhila K Woh…
Jis Say Hay Khushi Ka Nata…
Bohot Khush Hay Aaj Woh
Re: Honton Pay Hansi...
nice sharing :)
Re: Honton Pay Hansi...
uff ye muhabbat!!
Re: Honton Pay Hansi...
Nice..
Re: Honton Pay Hansi...
**wah wah mar dalla .... ek aur khubsurat selection .... yaar yah kiss key nazam hay ?????
Mujhay to kabhi paseenay aa rahay they aur kabhi kupkapi "Ghazal kissi Key " ek taveel nazam daikh kar aur shukar hay yah nazam daikh kar tasali hoi kay shukar hay small poems bhi mojood hain dunya main **
Re: Honton Pay Hansi…
bohut khub :k:
Re: Honton Pay Hansi...
beautiful as always..
Re: Honton Pay Hansi…
wah.. :k:
Re: Honton Pay Hansi…
Awesome…very true:)
jab "WO"khush hon tou HUM bhi khush hotay hain:blush:
Sis aj kal kafi zabardust sharing kar rahee ho app:k:
Re: Honton Pay Hansi...
hmmm sanna g i dont know k kis ki hey and sjjjjjjj aap ka bohat bohat shukriya wo itnye din nahi aasaki naa wo quota poora ho raha hey or bhi kafi hein InshAllah share karti rahoongi or aap sab ka bhi dil ki gheraiyun sey shukriya and last but not least jw ji aap ko muhabbat sey kiya dushmani hey ye to duniya ko haseen bana deti hey so aap ko haseen duniya achi nahi lagti kiya?