Re: Ho Sakay To
**nahi hai taab to phir aashiqui ke rah na chal ** ye karezaar e janoon hai, jiger nikal ke rakh
haye Rabba Kya sher hai ;)
Maana K hum Hain Ujrey Howay Sheher Ki Misaal,
Aankhain Bata rahi Hain K Veeran Tum Bhe Ho...
Re: Ho Sakay To
**nahi hai taab to phir aashiqui ke rah na chal ** ye karezaar e janoon hai, jiger nikal ke rakh
haye Rabba Kya sher hai ;)
Maana K hum Hain Ujrey Howay Sheher Ki Misaal,
Aankhain Bata rahi Hain K Veeran Tum Bhe Ho...
Re: Ho Sakay To
Maana K hum Hain Ujrey Howay Sheher Ki Misaal, Aankhain Bata rahi Hain K Veeran Tum Bhe Ho...
GooD. :) keep It Up
Re: Ho Sakay To
Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do
sahi kaha yeh sach hai
Re: Ho Sakay To
Ye he nahin kay faqaat hum hi iztarab mein hain
hamary bholnay walnay bhi is azaab mein hain
Re: Ho Sakay To
zabt ka ehed bhi hai shoq ka paiman bhi hai
ehd-o-paimaan say guzar janay ko jee chahta hai
dard itna hai k har rug main hai mehshar barpa
sukoon itna k mar janay ko jee chahta hai
Re: Ho Sakay To
azyaton k tamam nishtar
meri ragon main
wo utaar kar
bari sadgi say
pochta hai
k tumhari
ankhon ko kia hua
Re: Ho Sakay To
zabt ka ehed bhi hai shoq ka paiman bhi hai ehd-o-paimaan say guzar janay ko jee chahta hai dard itna hai k har rug main hai mehshar barpa sukoon itna k mar janay ko jee chahta hai
Wah!!!
Ek ajnabee sa dard yun dil mein uutar gaya
Ek pal ko mujhay yun laga jaisay mein mar gay
Koi je lay mohabat mein tu hai badnam wo yahn
Mar jaiy tu kahtay hain bara kaam kar gaya
Mein bhool gaya uss ko magar bholnay k baad
Ankhoon say neind urr gaee pani sa bhar gaya
Re: Ho Sakay To
Deadsoul n SOnia nice sharings ! sirf aik sher ya aik verse send kijiye zara infiradiyat rehti hai ! :)
Re: Ho Sakay To
atleat 2 shair likhnay ki tu ijazaat day dain sid bhai...........
Re: Ho Sakay To
Har dard pehan layna,Har khaab mein kho jana
Kya apni tabiyaat hai,har shakhs kaa hoo jana
Har shaam aazaaim kay kuch mahal bana kayna
Har subah iradoon ki dahleez pay sou jana
Re: Ho Sakay To
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do
Bohat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do
![]()
![]()
![]()
![]()
Re: Ho Sakay To
yeah sure carry onn
:k:
Re: Ho Sakay To
Har dard pehan layna,har khaab mein khoo jana
Kya apni tabiyaat hai,har shakhs kaa ho jana
Re: Ho Sakay To
superbb s jee :k:
***Yeh aur baat hai dushman hoa hai aaj magar ***
woh mera dost tha kal tak usey bora na kaho
Re: Ho Sakay To
zalim tha woh aur zulm ki aadaat bhi bohat thee
majbor thay hum uss say mohabat bhi bohat thee
Uss buut ko sitaam sah k dikha hee diya hhum nay
Go apni tabiayat mein ba-ghawaat bhi bhohat thee
Re: Ho Sakay To
Woh Juda Bhi Kaisay Huwa, Main Koi Rasm Bhi Na Nibha Saka
Woh Hansi Hansi Mein Hi Chala Gaya Mein Hath Tak Na Hila Saka
![]()
![]()
Re: Ho Sakay To
Jalnaay lagi lahoo mein judai tu rou diay
Tanhayion nay khaak uraee tu rou diay
Chahray nay tera Roug chupaya tu has diay
Ankhoon nay tare yaad manee tu rou diay