Ho Sakay To

.

Mein aik Aansoo hi sahi, hoon buhut Anmol magar
Yoon na Palkon sey gira kar Mujhey matti mein mila

Re: Ho Sakay To

Sirf Dard Se Liptay Huay Ashaar Ho Sakay To !~!

Re: Ho Sakay To



***zakham hi khoolney ayi hai tu ojlaat kasi?
chooh merey jism ko,ay bad-e-saba! aahistaa


Re: Ho Sakay To

Kitne parvane jale raaz ye janne ke liye,
Samma jalne ke liye hoti hai ya jalane ke liye,
Rone wale tujhe rone ka salika bhi nahi,
Ashak pine ke liye hote hai ya bahane ke liye.
nice sid

Re: Ho Sakay To

Wo Apni dunya Main Bohut Khush Hay Aman
Tu Jis k Liye Din Raat Aansoo Bahata Hay,,

Re: Ho Sakay To

tark-e-taulaqaat pe roya na "tu" na 'main'
laikin ye kaya ke chain say soya na 'tu' na 'main'

Re: Ho Sakay To

**ab jis ke jee mein aye wohi roshni paye **
hum ne toh dil jala ke sar_e_aam rakh diya

Re: Ho Sakay To

Yeh Chand Lamhay Jo Guzray Teri Rafaqat Mein
Na Janay Kitne Baras Mere Kaam Aayen Ge

Re: Ho Sakay To

[QUOTE]

Mein aik Aansoo hi sahi, hoon buhut Anmol magar
Yoon na Palkon sey gira kar Mujhey matti mein mila
[/QUOTE]

bataoon mein kya aansu'on ki haqeeqat
jo samjho to sab kuch, na samjho to paani

Re: Ho Sakay To

[QUOTE]

tark-e-taulaqaat pe roya na "tu" na 'main'
laikin ye kaya ke chain say soya na 'tu' na 'main'
<!-- / message -->
[/QUOTE]

^^ thats gr8 Rashid.

Re: Ho Sakay To

Ye kyaa keh sab say bayaan dill kee haalatain karni
Faraz, tujh ko na aayeen mohabbatain karni

Re: Ho Sakay To

***ye asmaan WALA he akhir kabhi baatayega
key wafa shu'aron ka hasil q hey tanhayi


Re: Ho Sakay To

woh keh gaya tha main laut aonga, mera rasta zaroor takna
main so gayi hon lehed main lekin, hawa ko nahay sikha diyay hain

Re: Ho Sakay To

DOnt worry. Mein Hoon Na :) Mein sikha donga bcoz:

chor kar kaar-e-jaha'n hum ne faqat ISHQ kia
fursat-e-zeest thi do chaar ghari, kya kartay

Re: Ho Sakay To

Main jis k Liye Apni Baharoun Say Lara Hoon,
Wo Mujh Say Door Reh K bhe Gulaboun Ki Terhan Hay.,

Re: Ho Sakay To

dil khush kiita ay asad bhaii :)

Re: Ho Sakay To

SiD saab. zara "Pyar Vs. Nafrat" mein b izhaar-e-khayaal karein. We'LL Love 2 hear from U

Re: Ho Sakay To

nahi hai taab to phir aashiqui ke rah na chal
ye karezaar e janoon hai, jiger nikal ke rakh

haye Rabba Kya sher hai ;)

Re: Ho Sakay To

^^
kab yaaron ko tasleem nahi, kab koi aduu inkaari hai
is qu-e-talab mein hum ne dil ko nazar kia, jaa'n waari hai

Re: Ho Sakay To

Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do