Ho Sakay To

Re: Ho Sakay To

Har dard pehan layna,Har khaab mein kho jana
Kya apni tabiyaat hai,har shakhs kaa hoo jana
Har shaam aazaaim kay kuch mahal bana kayna
Har subah iradoon ki dahleez pay sou jana