Mousam hai aashiqana,
E dil kahin se unko aise mein dhoond laana :love:
Kehna ke Rut javan hai, Aur hum taras rahe hain ![]()
Mousam hai aashiqana,
E dil kahin se unko aise mein dhoond laana :love:
Kehna ke Rut javan hai, Aur hum taras rahe hain ![]()
Re: HI (urdu wala)
Aj musam bara beimaaan hai bara beimaan hai ..
Aj musaammmmmm ...........:p
Re: HI (urdu wala)
Janeman... wo tou Tum se Buhut Door hay...
ANd... Dil itni door se Ussay kesay uTha k layega..
bas.. guzara kawa... Zalima.. dalta kho... da ghuTay haftay na wawera da... uss hum da... no zama wala kho Der Ashiqana de :D
Re: HI (urdu wala)
Kaali ghataa key saaye phir humko Das rahey hain
Darr hai na maar daaley.. Saawan ka kya thikana
Mausam hai aashiqana…
Re: HI (urdu wala)
uss ko dhoNdnay ki kya zaroorat hai aap ko? har waqt tau msn par baith kar aap ka wait hi kar rahi hoti hai, jab bhi maiN ne dekha hai. ![]()
ye gana tau ussay gana chahiye. ![]()
Re: HI (urdu wala)
wah bhi wah.. bunda emotional hai aaj.. wots up dude :p
Re: HI (urdu wala)
Kaali ghata ke saaye, Birhan ko dass rahe hain … :k: ye aap ne kosi taar chaiRe…
Re: HI (urdu wala)
yaar aap logo ko bouhat miss kar raha thaa.. bus aisa mousam ho aur hum sub hooN…
aur aap tu zaroor ho..
Re: HI (urdu wala)
bohat achay bhi bohat achay ![]()
main hon na.. app kay dil main… ![]()
Re: HI (urdu wala)
apni baat kar raha hooN… ![]()
Re: HI (urdu wala)
^ LOL :D.. koii haal nahi.. mubarak ho.. shaadi kub hai? :p
Re: HI (urdu wala)
aaye ho mere zindagi maiN tum bahar ban k…
mere dil maiN youNhe rehna tum pyaar pyaar ban k :love:
Re: HI (urdu wala)
aap ke duaoN ke dair hai… buss touRa sa aur baRa ho jaooN phir karonga.. ![]()