HI (urdu wala)

Re: HI (urdu wala)

oh bhai.. yeh to kuch zayada he ho gaya :smiley:

Re: HI (urdu wala)

ammi bhe yahi kehti hai… k iss k baad baRa nahi ā€œbooRhaā€ hota hai.. :smack:

Re: HI (urdu wala)

yanii aap ki ammi aap ki shaadii k liye raazii hain :eek:

Re: HI (urdu wala)

jigar pyaar maiN zyada aur kam nahi hota… ye ya hota hai ya nahi hota… :wink:

Re: HI (urdu wala)

oh bhai.. nain nain… aisa nahin ho sakta

thread say goli ke tarha goli hoing

tring :smiley:

Re: HI (urdu wala)

jee ammi ko tu koi aiteraaz nahi… but jinhooN ne shaadi ke howe hai… un k haal se dar lagta hai.. :frowning:

Re: HI (urdu wala)

lolzzzz… ok ok.. i m not nichawaring my pyaar on u… come back… :smiley:

Re: HI (urdu wala)

main pyar hon kishi or ka… mujhay chahta koi or hai :hehe:

Re: HI (urdu wala)

lolzzzzzzzzzzz :rotfl:

yaar mera payaar tu vakri type ka hai na… :wink:

Re: HI (urdu wala)

waqti type :eek: aap nay mujh say traning kab say laini shuru kar dee :smiley:

Re: HI (urdu wala)

its "vakri" type....

u r my big bro... aap ke naqsh-e-qadam per chal raha hooN... :)