^^ Tumhien Kaisay Pata ![]()
wo computer restart ho raha thaa ![]()
^ acha theek hay, koi baat nahi
aur columbus ko kya dua di? :halo:
bus aik dua kee ![]()
bataien na..
aur kya hova, iss main roney ki baat tou nahi ![]()
yar dua’n nahin batatay naa… ![]()
acha mujhey nahi maloom tha..
lakin aap ko hova kya hay? :(
aray kuch nahin hoaa. :D
hona kya hai... :p
mujhey nahi lagg raha k kuch nahi hova :-|
pakki baat hay na??
bus aisay he thori dair kay liye.. mood kharab ho gaya thaa…
kishi par gussa aa raaha thaa ![]()
haan ab pakki baat hai.. chalo kuch or batain karo… kuch new?? ![]()
kiss per ghussa aa raha tha? bata do na
nahi yaar kuch bhi new nahi hay :D aap hi batao kuch new..
bus kishi par aa gaya thaa ,.. ![]()
ap par nain.. kishi or par…
mere pass bhi kuch nahin hai ![]()
oh acha sahee..
ager kabhi mujh per aaye, tou bata deina..
ab kya kerian? :p
haan bata doon gaa… zarror ![]()
tum bataoo.. kya karna hai :french:
good boy ![]()
hmm acha batati hoon lakin phir ye na kehna k ‘shadi main aaye ho’
hehe.. hmm tou mujhey audio bhej dein..
filhaal mein ye hi bata sakti hoon :halo:
vivo… ![]()
bohat chalak ho gayee ho tum.. ![]()
yar… chalo halkay halkay bhejta hoon..
lakin pehlay yeh batoo mujhay kya milay ga
shobii ![]()
hehe mein kahan chalaak hoon
:halo:
eek aap maan gaye.. mein tou ye samajh rahi thee k mujhey bohat zoor se jhaar miley gi sunney ko :halo: lol
hmm mein kya bataon, aap khud hi bata dein…
vivo ![]()
tum ho naa chalak billi ![]()
oh yar… main hamesha hee maan laita hoon.. or tumhari to hamesha he… kya karoon… :nahnah:
main jhaarta to kabhi bhi nahin hon ![]()
nahin,… main bata kar surprize deta hoon… :halo:
![]()
shobii ![]()
hehe jee nahi aap hoon gey chalaak billey ![]()
khair hamesha tou nahi maantey :halo:
arey mein mazak ker rahi thee.. mera mutlub tha k mazak main jhaartey na.. ![]()
nahi na phir bhi.. lakin mushkil hoga ![]()
vivo ![]()
jee nain.. main billa nahin ho sakta ![]()
ha ha.. maan laita hoon.. waisay kya nahin maana main nay… ![]()
or tum to kabhi bhi nahin manteen…
acha.. pata hai.. main nay serious nahin liya thaa
dar gayeen na ![]()
kya muskil hoga??