shobii
![]()
kiyon nahi ho saktey?? mujhey billi keh diya aur khud nahi ho saktey ![]()
ab mujhey nahi yaad k kiya nahi maanaa..
aur mein kabhi kabhi tou maanti hoon ![]()
haan mein dur gaye thee
bohat kharab ho ![]()
surprize deina..
shobii
![]()
kiyon nahi ho saktey?? mujhey billi keh diya aur khud nahi ho saktey ![]()
ab mujhey nahi yaad k kiya nahi maanaa..
aur mein kabhi kabhi tou maanti hoon ![]()
haan mein dur gaye thee
bohat kharab ho ![]()
surprize deina..
vivo ![]()
nahin ho sakta naa main
khud soocho …
yaad karoo..lakin yaad nahin ayee gaa tumhain kuch.. ![]()
kabhi nahin manti hoo ![]()
lakin mujhay ab afsoos nahi hota…
dar gayi thee … waisay bohat jaldi dar gayeen theen.. ![]()
koi baat nahin.. mujhay kishi cheez ke zaroorat nain… ![]()
shobii ![]()
mujhey nahi samajh aa raha.. khud hi bata do na k kiyon nahi ho saktey..
hehe nahi aaye yaad, mein thread search ker k dekh loon gi k aap ne kub meri baat nahi maani thee :halo:
aisey hi sahee ![]()
jee, kiyon baad main darna chahiye tha?
aur ye silly smilie ![]()
![]()
vivo .. uthooo ![]()
main billa nahin.. SHER hoon ![]()
haan dhoond loo.. kuch nain milay ga ![]()
aisey hi kya??? or yeh *
* kyon??
nain.. darna he nahin chahyay tha.. naa pehlay or naa baad main.. chalo mood acha karoo plz ![]()
ahm ahm Salaam arz karte hain beech main tapke iske liye mazarat :p
oh bhai.. jee zarror aaoo ![]()
ja raha hon ja raha hon mere jane se kaise laddo phoot rahe hain moti ke pait main ![]()
gaya bhi aur a bhi gaya hon ab ![]()
arey arey shobi yar sir mut peeto bal gir jainge phir bhabi ko apke saath jane main shurum ayegi ![]()
^^ ![]()
shobii soney do na
halo
hehe acha jee tou aap sher hain… sahee sahee :halo:
jee nahi, mein dhoond ker dikhaaon gi aur bohat kuch miley ga ![]()
aap ne kaha tha na k mein nahi maanti, tou mein ne kaha k aisey hi sahee.. aur
bhi aisey hi..
acha theek hay, mein mood acha hay ![]()
main bore kar raha hoon kya??? ![]()
haan sahee sahee ![]()
haan dhoond laina.. phir dekhhian gay ![]()
chalo tum nay baat mani to kay tum kuch nain maanti ![]()
oh good ![]()
nahi nahi, waise hi neend aa gaye thee thori deir k liye..
ab mein theek hoon :halo:
![]()
dhoond loon gi, aap intezar kerian buss ![]()
hmm nahi mein ne ye baat nahi maani thee :halo:
D^M wsalam
aur jaao maaf kiya beech main tapakney per ![]()
shukar hai ![]()
![]()
haan haan iintezar kar raha hoon.. ![]()
kyon nain manni theen.. yeh acha hai kay tum maan lo.. cuz u know iam right this time ![]()
Tum khush mut ho main to shobi se keh raha tha ![]()
![]()
kul tuk intezaar kerian.. kiyon k mein ne abhi dhondna nahi shuru kiya.. ![]()
jee mein nahi maanon gi kiyon k ye such hay hi nahi
:halo:
D^M jee nahi, tum ne mujh se bhi kaha tha ![]()
tum khud khush fehmi ka shikar ho is main mera kya kasoor ![]()
tum kal tak bhool jaoo gee
![]()
yeh such hai.. tum manoo ya na manoo ![]()
jee nahi yaad rahey ga mujhey
![]()
theek hay, aap woh maanien jo aap such samajhtey hain aur mein wohi maanti hoon jo merey khayal main such hay.. ![]()
D^M jee nahi, aap ne hum donoo se hi kaha tha.. ab baat na badalien ![]()
hmmmmmmm dekhtay hain ![]()
theek hai
dekh laina
![]()