![]()
![]()
:wasalam:
AH ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
yeh Farman kon hai? aur kyuN pooch raha hai, aap kyun nahee pooch rahay ho. :p
[/QUOTE]
oh bhai main hoon yar :D
hr uuu bhi pouch layte to kia hoa jataa kahir f9 hoon a bhi theek he lag rhaye haan
ok AH ![]()
aaye hi kiyon thay phir? ![]()
Wiseguy kya haal hain??
oh Acha I didnt know na. Chalo aaj try kerta hoon shayed baat ho jaye.
I am going now. Take Care n Allah Haafiz ![]()
PS: Ha det Nayab
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
hr uuu bhi pouch layte to kia hoa jataa kahir f9 hoon a bhi theek he lag rhaye haan
ok AH :p
[/QUOTE]
Aray wah eik hee reply main sub pooch loon, meri posts kaisay baRhain geen. :D
Haan tu kaisay ho next message main kia ker rahay ho waghera poochoon ga. :)
Acha hoon Alhamdo Lillah, abhi chalta hoon, phir baat ho gee Insha Allah. Take Care Allah Haafiz ![]()
![]()
kaisi hain app??? or kahaan chali gayeen.. abhi to yaheen theen. main jaisay he breakfast karnay gaya tum gayab ![]()
mein theek hoon, aap sunaayien..
haan woh bahi ne kaha tha, k unhein email check kerni hay.. aur jub mein uth gaye tou woh dosrey computer per beth gaye.. tou mein phir aa gaye ![]()
waisey mein samjhi thee k aap chaley gaye hain..
wiseguy theek hay, Allah hafiz ![]()
oh acha… main to sirf Breakfast karnay gaya tha. takay energy mil jaye.. waisay aaj college ka bhi off hai ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
oh acha... main to sirf Breakfast karnay gaya tha. takay energy mil jaye.. waisay aaj college ka bhi off hai :nuch :
[/QUOTE]
oh acha sahee hay...
kiyon jee, kiss khushie main off hay?? :D
aaj columbus day hai ![]()
chalo phir columbus ko duaien dou, jiss ki wajah se aaj college off ho gaya ![]()
shobi bhai… columbus day mubarak ho.. ![]()
![]()
Sum Aameen ![]()
Or Bataein Aaj Ka Din Kaisa Guzra U Ka ? :k:
Yaara I Want Something Realy Special ![]()
Give Me Some Ideas :k:
dua dayin :halo:
oh yar main app ka bhai kab say ho gaya ![]()
waisay app ko bhi mubarak ho ![]()
30 mins ![]()