:bash: Aray tu aap kay leeay hee tu kaha tha.
I know yahan per Subah hain aur aap kay wahan shaam ho rahee. (6 hrs ka difference)
wizy
![]()
Kaisay ho aap? Aur kia ho raha hai?
Kia haal chaal hain SA? Aur kia ho raha hai aaj kal?
![]()
Mein Bhi Theek Hon, ALLAH Ka Karam Hai ![]()
Or Sunao, U Ki TOYOTA Kaisi Hoying ![]()
Me Ne U K Liye Aik New TOYOTA Dekhi Thi, Images Walay Forum Mein Chapi Hai, Check Kar K Me Ko Batao Kaisi Lagi ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kia haal chaal hain SA? Aur kia ho raha hai aaj kal?
[/QUOTE]
bus yar ... wohi jo hamesha hota hai... :D
or app sunayain???
Mein Theek Hon, ALLAH Ka Fazal Hai, Kuch Khas Nahi Bas Wohi Boring Uni ![]()
What About Ur End ? :k:
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
bus yar ... wohi jo hamesha hota hai... :D
or app sunayain???
[/QUOTE]
Bas yahan bhi wahi ho raha jo hamesha hota hai :D
AQ say baat hoti hai?
QUOTE]*Originally posted by BeWaQooF: *
Allah Talha aap ko humhesha eshi hi Khush aur kheriyat se rakhe! Ameen
Allah ka shukar he me bhi bilkul theek thak hon..![]()
Alhamdo Lillah.
Yahan bhi khuch khaas nahee ho raha, wahi roz marra kay kaam kaaj jo hamesha hee hotay hain. ![]()
ohhhhhhhhh to ye baat he…ab itna zoor se bhi mat marhe..laghti he:teary1:
Wese aap ko Norsk athi he?
tight :k:
Allah ka shukar hai theek hain aaj kul? beech mian bohat problem dee thee… mere to umeed he uth gayee thee.. lakin phir theek hogaye ![]()
jee wo toyota dekh lee
bohat achi hai
lagta hai mere liye bani hai ![]()
acha ![]()
yar mere to kabhi bhi baat nahin hoti un say
msn par wo hain nahin.. or yahan wo aatay nahin
Nei can’t speak Norsk. bas 2-3 words tu sub ko hee aatay hain.
Acha nahee marta woh tu… bas aisay hee… mazaq mai.. koi nahee… hum nay… mara tu nahee… hehe… ![]()
Acha will give him a call. ab tu cell bhi ley leeya unhon nay
he has my number too lekin majal hai kabhi call kerta ho yeh banda. ![]()
acha.. wah . ![]()
thanks yar.. un ko batain kay farman appkay baray main pooch raha taha.. shayad busy hon gay ![]()
![]()
![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
acha.. wah . :D
thanks yar.. un ko batain kay farman appkay baray main pooch raha taha.. shayad busy hon gay :p
[/QUOTE]
yeh Farman kon hai? aur kyuN pooch raha hai, aap kyun nahee pooch rahay ho. :p
![]()