Hellooooooooo

hehe maan hi liya na aap ne :hehe: itna ghussa.. :halo:

ab kya boloon? :stuck_out_tongue:

haan maan liya :snooty:
ab ghussa to nahin hai wo.. :stuck_out_tongue:

aap kuch naa bolain… cuz i know kay app ko to kuch hota he nahin.. agar main chala jata… :halo:

ab bolo??? :smiley:

phir kya hay woh?:halo:

:hoonh: jee nahin ab aisi bhi baat nahin hay :smash: :snooty:

oye nikker .. jis thread main jata hay phada shuru kar deta hay kisi kay saath :bailan:

woh hai… waqti faislah :smooth:

to phir kaisi baat hai :mudhosh:

oh bhai… main nay kab phada kiya.. or kis say kiya… :expressionless:

acha sahee sahee :smiley:

baat ye hay keh mujhey bhi bohat ghussa aata, aur mein phir chali jaati aur 3 weeks tuk nahin aate :halo:

congrats on your 27500 post :clap:

BIBI thankooo :blush:

farigh log :disgust:

viv congrats on your 23416th post :hula:

:stuck_out_tongue:

oh ho… to app ko ghussa bhi aata hai :hehe:
good ooay good :smiley:

3 weeks to bohat zayada time hai :teary1:

oh bhai main farigh nahi hoon main to kuch or hoon :blush:

jee kya mujhey ghussa nahin aa sakta :snooty:

hmm 2 weeks bhi bohat zayada time hay :halo:

BIB :smack: thanks :smiley:

aa sakta hai.. zarror aa sakta hai… :mudhosh:
i hope kay wo bhi waqti ho gee :stuck_out_tongue:

ab main aik week say to kam nahin ho sakta :smiley:

bilkul hi farigh ho ?

:rolleyes:

jee nahin main to kuch or hoon :smiley:

:stuck_out_tongue:

jee nahin zaroori nahin k waqti ho :snooty: :halo:

haan woh tou majbori hay na :bummer:

waqti hona chahyay naa :bummer:

haan wo to majboori hai :smiley:

lakin EID kay din aoon ga… :wink:

or kal bhi aaon gaa :blush:

acha naaa :p

sahee hay lakin eid saturday ko bhi ho sakti hay tou aap ki job hogi, phir bhi aayein gey??

hmm kal main na aaon shayed.. :D