![]()
kesey hey sab ![]()
![]()
kesey hey sab ![]()
shukar :halo:
mera kal bhi off hai.. Saturday bhi off hai .. or sunday ko bhi hai ![]()
tumharay liye to EID kay aana parhay gaa na… agar tum say EID kay din baat nahi hoee to bohat afsoos hogaa
kal to thread kholnay aoon gaa.. ![]()
kal anaa ho gaa tumhain ![]()
i'm so confused what this forum is about. because i can't read urdu in english even though i can read urdu
![]()
wow aap k tou mazey ho gaye ![]()
haan sahee hay.. :k:
acha sochoon gi :halo:
^^
i think u better learn dis kinda urdu.. ![]()
wo to hai
mazay to main karta hoon .. hamesha.. ![]()
or kis color ka eid dress hai ?? ![]()
phir main bhi soochoon gaa :halo:
Insan walikumasalam.. kaisay ho yar?>?>
jee jee maloom hay ![]()
baby pink aur grey.. :k: aur aap ka?
acha na aa jaaon gi ![]()
insan wsalam kaise ho ![]()
ALLAH ka suhker hey
ya app dono mugha inti der humshea jawab dey they hou ke merey class ka time hou jha tha hey
chalo class mey se online aney ke koshies ker ta houn ![]()
app dono kesey hou :halo:
ho sakta hai guppy meet bhi hoo
chandraat mele par… tumharay ghar agar Geo aata hai tu mujhay zaroor dekhna … main hon gaa waheen par ![]()
Nice :Pretty: :love:
mera Brown kurta or white… or golden Karahi hai us par ![]()
is dafa bohat picx loon gaa ![]()
acha, main kal thread khol kar chala jaoon gaa, agar tum naa hoeen to.. or phir Saturday ko aoon gaa… theek hai ?
hehe ab itni bhi dier se jawab nahin diya hay
![]()
asal main mein ne dekha nahin tha :halo:
mein theek hoon..
yar mian to pehlay he jaldi say diya thaa ;)
waisay main theek hon Allah ka shukar hai :p
oh acha.. haan geo aata hay mein kosish keroon gi k dekh loon ![]()
nice :k:
achi bata hay zaroor laina pics aur bhejna bhi :halo:
hmm sahee hay, lakin mein aaney ki kosish keroon gi..
camera par koodnay ke koshish karoon gaa ![]()
thanks :~)
bhejna to na mumkin wali baat hai :halo:
okay fine ![]()
ab main chalta hoon…
Takecare n Allah Hafiz… ![]()
haha bohat shooq ho raha hay
![]()
pata hay mujhey, na mumkin hi hay
aap aur meri baat maanien, kabhi nahin :halo:
u r welcome & thanks ![]()
theek hay mein bhi ja rahi thee
takecare & Allah hafiz ![]()
Acha to ye baat he…Mat bolye ke hum aap bhi woh baat likh sakhteIN he…:nahnah:
Hum Pathan he…itni jaldi kishi nahin chordteiN!
jo log blackmail kartay hain… wo darpook hotay hain ![]()
waisay Pathan log to … Imaandar loog hotay hain.. or agar Wada kar lain to kabhi nahin tortay, jaan bhi agar chali jayee to … app kaisi pathan hoo.. Fake Pathan ![]()
Acha to ye baat he …pher me batati ho ke koun darpook he…:nahnah:
![]()
how r u ? ![]()
kiya baat hai nayab mujhe batao na ![]()
aur sunao roza rakha hai ![]()
W Salaam:wave:
Aap aheiN humhari is thread me kabhi hum apko aur kabhi is thread ko dehtein he..hehe:)
Me bilkul changi palli ![]()
Aap sunahein kese he ? kaam kesa ja raha he?
Jee haan rakha he…ab to kehna chord de…ab to rozeiN bhi khatam hone ko aheiN ![]()
I M FINE , ALLAH KA SHUKAR HAI ![]()
kaam is fine Allah ka shukar hai
well
bas yar mien ne dekha k tum akeli bore ho rahi tu socha k thora tumhara dil hi lagaya jaye ![]()
aur yar ye shoaib ki kiya baat hai ???