Hellooooooooo

appp to kya pata hia.. pehlay yeh batian :halo:

jo sochtay hain.. wo dair say yaqeen kartay hian.. kyon kay yaqeen karnay main bhi sochna parhta hai naa :silly:

:hehe: bohat acha kiya kay chor diya.. warna … pata nahin kya ho jata > :devil:

mere to DOB mere profile main hai… wohi prove hai… main darta nahin hoon naa :blush:

Jo humheiN pata he…woh aap ko hum nahin bata sakhteiN..Pher aap se baat kouN karheiN ga..:nahnah:

Haan haan wohi wohi…hum bhi bohot teez he..bas abhi roza he na..aur shayaad kuch ziada hi lamba ho ga..isliye hum kuch soch nahin pa rehe:bummer:

Kia pata aap ki profile aap ki tarha jhooti ho..!

app batain.. main baatain kishi oor say kar loon gaa na :smiley: baat karnay kay liye to bohat log hai :nahnah:

app taiz hain :halo: keh to purani news hai.. koi new baat batain naa :hehe:

awwwwwwww… i hope app ko mere wajah say zayada roza nahin lag raha hoo :mudhosh: zayada deemagh par zoor naa dain… SHORT CIRCUIT ho jayee gaa . HAHA

main or jhoota ???.. :bummer: main jhooti info nahin dalta … kyon kay jo jhooth boltay hain .. wo darpook hotay hain.. or man darpook nain… is main darnay ke kon see baat hai… or jhooth bolnay ke?? !! jo hai . wo hai.. jo hum par trust kartay hain.. wo hamari profile par hi kartay hian :smooth:

Hmmmm to yeh baat he..yani aap bilkul bhi nahin darteiN..!!

kiaaa:eek: bohot gande ho gai he aap…Me Nayab ho aur aap Nayab se istarha baat nahin kar sakhetin:crying:

he he very funny…hum kabhi ziada nahin sochtein..:nahnah: aap ki tarha tordi he..!

Hey Allah itna ghussa..itna ghussa aap ki sehat ke liye acha nahin..pher aghar bemaar ho gay to kehe gay ke ye Nayaab ki waja se huwa he..:bummer:

Theek he jee trust he humhein aap par…lekin hum aap ki profile dekheiN baghair yaqeen se keh sakhtein he ke aap hi hum se bardheiN he…!

Aap aap soch rehe ho gay ke woh kese…to itni bardi bardi batain to kohi buzurg gi kar sakhta he na..:nahnah:

nope… darnay ke kon see baat hai :wink:

:rotfl: main ganda nahin shararti hoon.. or wo to hamesha say hoon .. khud ho gee gandi or ganji bachi hehe

baat funny to hai.. cuz.. agar main zayada soochta to… abhi is thread main naa Hota halooooooooooooooo

wo gussa nahin thaa :smack: sirf bola thaaa main nay.. mera gussa to sirf WO hee janti hai :blush: or waisay bhi app ko main blame nahin karoon gaa… :stuck_out_tongue: app bhi koi blame karnay wali cheez ho rotato

wo to app ko ofcourse pata ho gaa… app hmain janti jo bohat hain… smooth

or haan ab hum app say choti choti batian karain gay.. kyon kay app choti see jo hoo hula waisay mujhay yaqeen nahin hai

Hello Hello :)

:dixsi: main bhi kya cheez hon :dixsi:

:halo:

jagah mil gayee app ko :halo:

nahin lakin ab guzara kerna pare ga :p

haan majboori hai..... :p

aap jagah dhoond laitey na :p

nahiin... app kay dhoodnay ka intezaar kar raha thaa :p

chadiii paaaaa :wave:

viv kaisi ho ray :wink:

aur ager mein na dhoondti phir? :halo:

phir kuch nahin hotaa :halo:

bibi :wave:

kuch tou hota na.. :p

BIB theek hoon, aap sunaayein.. :D

mujhay to kuch nahin hota.... shayad tumhain hota :p

jee nahin :snooty: mujhey tou kuch nahin hota lakin aap ko zaroor kuch na kuch hota :halo:

chalo maan laita hoon kay mujhay kuch hota… phir main gussay main chala jata … or aik week nahin balkay 2 weeks main aata :snooty: AB bolo :smiley: