Having a 2nd girl

Bhai! Allah ka Shukar adaa karein k uss ne ap ko ek bar phir apni rehmat k qabil samjha..apnay waaledein ko b shukar karne ka dars dein.. betiyan rehmat aur betay nemat hein, aur yad rakhein k humein nematon ka hisaab dena parta hae