Have u rejected a cousin for marriage???

Baat baray patay ki ki hai. lol

Make friend and then reject. A bad idea. There was no need to make a boy friend, I mean cousin larka friend.

Zamana bara bura aa gia hai. I miss my cousin why didn’t I make her my girl friend, I mean cousin friend.

Good question. Add more ideas pleas. I need more.

Phuljhari will too.

Hamain bhi na bhoolna ghareebon kay anjuman main.

Allah na karay. Mithai waisay hi baant lo. Main dua karoon ga naubat na anay ki. Naubat to jub na aay gi jub aap dosti na karo gi. Very simple.

Sirf aik hi kafi hai. Meray liay aik dubba bhi kum rahay ga. Phir bhi kaam chala loon ga.

Baray patay ki baat ki hai. Sirf ansoon jain gay.

Ghareebon ka bhala ho ga.