Harf of the week... Pay

Pichley baras shaam ki aaj yaad aa gai
AankhoN meiN intezaar ki faryaad aa gai
Sajey huwey heiN yuN dast-e-hawa pe phool
Sehraa meiN goyaa piyaas ki bayaad aa gai