Re: Harf of the week... Pay
Pathar mujhay kehta hai mera chahnay wala
main maum hoon us ne mujhay choo kar nahi daikha
Re: Harf of the week... Pay
Pathar mujhay kehta hai mera chahnay wala
main maum hoon us ne mujhay choo kar nahi daikha
Pichley baras shaam ki aaj yaad aa gai
AankhoN meiN intezaar ki faryaad aa gai
Sajey huwey heiN yuN dast-e-hawa pe phool
Sehraa meiN goyaa piyaas ki bayaad aa gai
Re: Harf of the week... Pay
pehlay qareeb thhaa koi ab doriyaan bhi hen
insaan k naseeb men majbooriyaan bhi hen
phoolooN ki kahanI tu aksaR aa aa keR suna'ee logooN ne
kaa'ntooN pe guzaRti hai kia kia ye baat chupaa'ee logooN ne
Re: Harf of the week... Pay
dast-bastaa shahar meiN khole meri zanjeeR kauN
Re: Harf of the week... Pay
pareshaa'N raat saari hai sitaaRoO tum to so jaa'Oo
sukuut-e-maRg taa'ri hai sitaaroO tum to so jaa'Oo :(
Re: Harf of the week... Pay
***pas-e-maRg meRe mazaaR paR jo chiraaG kisi ne jalaa diyaa
use aah daaman-e-baad ne saRe shaam hi se bujhaa diyaa
Re: Harf of the week... Pay
pathar mujhe kahta hai meray chahnay wala
mei moom ho us nae mujhe choo kar nai dekha
Re: Harf of the week... Pay
Re: Harf of the week... Pay
Pehchaan Per Hai Naaz To Pehchaan Jaeay
Kia Hai Hamaray Dil Main Zara Jaan Jaeay
Akhir Hai Raat Wasl Ki Kab Tak Nahin Nahin
Bus Bus Khuda Ko Maan Ke Abb Maan Jaeay
Re: Harf of the week... Pay
Pehle To Shokh Hoke Satayen Ge Mujh Ko Aap
Jaounga Jab Main Rooth, Manayen Ge Mujh Ko Aap
(Ahmer)
Re: Harf of the week... Pay
Palat Ker Aankh Num Kerna Mujhe Hergiz Nahin Aata
Gaye Lamhon Ka Gham Kerna Mujhe Hergiz Nahin Aata
Muhabbat Ho To Be'hud Ho Jo Nafrat Ho To Be'Payaan
Koi Bhi Kaam Kum Kerna Mujhe Hergiz Nahin Aata
Re: Harf of the week... Pay
Palatnay Ka Iraada Ho Sakay To Tum Abhi Ker Lo
Ye Baazi Aaj Tak Dil Ne Kabhi Haari Nahin
Re: Harf of the week... Pay
Poocho To Aik Aik Hai Tanha Sulag Raha
Dekho To Sheher Sheher Hai Mela Laga Hua
Re: Harf of the week... Pay
Pathar Bana Dia Mujahy Rone Nahi Diya
Damaan Bhi Tere Gham Ne Bighone na diya